Bheje mein pehle koyi
Dang dang vajjdi hai
Hawa mein goonjte hain rang kayi
Chup se paani mein
Jo kankad pad gaya
Chhipi lakeerein chal padi
Arre din kahin dooba hai
Huyi kahin subah hai
Duniya chalti hai circle pe
Sar jo yeh utha hai
Garda hi macha hai
Dhadkanon ki jaise halchal pe
Dard hi dawa hai
Apna hi nasha hai
Jee le zindagi mar mar ke
Sabko main nacha ke
Rakh doonga hila ke
Ab na rehna hai dar dar ke
Ghere mein ghere mein
Ghere mein ghere mein
Rakh li raat aaj ghere mein
Ghere mein ghere mein
Ghere mein ghere mein
Rakh li raat aaj ghere mein
Ghere mein ghere mein
Ghere mein ghere mein
Rakh li raat aaj ghere mein
Ghere mein ghere mein
Ghere mein ghere mein
Rakh li raat aaj ghere mein
Ghere hain
Go!
Aasmaan ke taare saare jhar gaye
Jugnuon ne kari roshni hai
Sust the jo saale din wo guzar gaye
Jaagi hai sansani
Arre aag ne chhua hai
Uth raha dhuan hai
Lawa nikla hai patthar hai
Raasta naya hai ab ban gaya hai
Paaniyon se kat karke
Saamne jo aaye kaam se wo jaaye
Chhote chal thoda bach karke
Zid se hoon bhara main
Bijli sa gira main
Baadlon se aise phat karke
Ghere mein ghere mein
Ghere mein ghere mein
Rakh li raat aaj ghere mein
Ghere mein ghere mein
Ghere mein ghere mein
Rakh li raat aaj ghere mein
Ghere mein ghere mein
Ghere mein ghere mein
Rakh li raat aaj ghere mein
Ghere mein ghere mein
Ghere mein ghere mein
Rakh li raat aaj
Ghere mein ghere mein
Ghere mein ghere mein
Rakh li raat aaj ghere mein
Ghere mein ghere mein
Ghere mein ghere mein
Rakh li raat aaj ghere mein
Ghere hain!
Sawere se zyada andhere hain
Dikhte hain chehre pe
Ghaav bade gehre
Chattan toot jaate hain
Hum to heere hain
Koyale mein pale hain
Phir bhi jee rahe hain
Ladenge to shaan se imaan hai apna
Ladne se darte nahi kaam hai apna
Raat to hai ghere mein
Akele hi jhelenge
Zaroor khelenege time hai apn
Arre din kahin dooba hai
Huyi kahin subah hai
Duniya chalti hai circle pe
Sar jo yeh utha hai
Garda hi macha hai
Dhadkanon ki jaise halchal pe
Dard hi dawa hai
Apna hi nasha hai
Jee le zindagi mar mar ke
Sabko main nacha ke
Rakh doonga hila ke
Ab na rehna hai dar dar ke
Ghere mein ghere mein
Ghere mein ghere mein
Rakh li raat aaj ghere mein
Ghere mein ghere mein
Ghere mein ghere mein
Rakh li raat aaj ghere mein
Ghere mein ghere mein
Ghere mein ghere mein
Rakh li raat aaj ghere mein
Ghere mein ghere mein
Ghere mein ghere mein
Rakh li raat aaj
Ghere hain
Ghere hain
1 Translations available