Aap Jaisa Koi - Zahrah S Khan & Tanishk Bagchi & Yash Narvekar & Biddu Lyrics,Aap Jaisa Koi Song Hindi Lyrics
1 Translations available

Phul ko bahar bahar ko chaman
Dil ko dil badan ko badan
Har kisi ko chahiye
Tann mann ka milan
Kash mujhpar aisa
Dil aapka bhi aaye
To baat ban jaaye
Aaha baat ban jaaye

Aap jaisa koi meri
Zindagi mein aaye
To baat ban jaaye
Aaha baat ban jaaye

Jaane hamein ye kya ho gaya
Maddhosh hum ho gaye
Ho saara jahan yoon bhool ke
Baaho mein hum kho gaye

Mai insan hoon farishta nahi
Dar hai bahak na jaun kahin
Tanha dil na sambhelga
Pyaar mein yeh tadpega
Aap sa kahaan hai
Dil aapko hi paaye
To baat ban jaaye
Aaha baat ban jaaye

Aaha baat ban jaaye
Aap jaisa koi meri
Zindagi mein aaye
To baat ban jaaye
Aaha baat ban jaaye

Aap Jaisa Koi - Zahrah S Khan & Tanishk Bagchi & Yash Narvekar & Biddu Lyrics,Aap Jaisa Koi Song Hindi Lyrics

Zahrah S Khan Songs Lyrics and Chords

An Action Hero Album Songs Lyrics and Chords